100+ High DA-PA Free Social Bookmarking Submission Sites List [2018]
|Hello friends, Welcome In Speed India 24. Aaj ham aapke liye “100+ High DA-PA Free Social Bookmarking Submission Sites List Of 2018” ki jankari lekar aaye hai. Post start karne se pahle ham aapko bhot-bhot thanks bolna chahte hai. Thanks bolne ka sabse bada karan hai ki aap logo ne hamare new blog ko bhot hi jaldi apna pyar diya and hamne expect nahi kiya tha ki aap hame itna pyar denge.
Thanks you all readers of speed india 24 ham jald hi hamare blog ki income report blog par show karne waale hai. Aap speed india 24 ke saath bane rahe and ham aapke liye helpful information share karte rahenge.
Is post me ham baat kar rahe hai social bookmarking submission sites ke baare me. Aap ek blogger hai to aapko pata hi hoga ki seo (search engine optimization) hamare blog ke liye kitna important part hai. Agar aap apne blog ko google search engine par rank karana chahte hai to aapko apne blog ko totally seo friendly karna hoga.seo ki jyada jankari aap yaha se le sakte hai. Seo kya hai. What is search engine optimization.
Seo ke do part hote hai. On page seo and Off page seo. Social bookmarking submission off page seo ke under aata hai. Off page seo me aap apne blog ke liye backlinks create karte hai jisse aapke blog ka seo improve ho sake. Aayiye ab jante hai social submission hai kya or social submission kyu kare.
Social Bookmarking Submission Kya Hai. What Is Social Bookmarking In Hindi
Social bookmarking ke naam se aapko hint mil jaat hai ki iska matlab kya hoga. Jaise ham apne computer and pc me kisi website ya page ka bookmark save karte taki ham use baad me bhi aasani se open kar sake. Usi tarah social bookmarking bhi ek tarah se kuch isi prakar hai kyonki jab ham computer and pc me bookmark save karte hai to vo private hote hai lekin social bookmarking public hoti hai. Aapke dvara save kiye gaye social bookmark koyi bhi visitor dekh sakta hai.
Social bookmarking ek tarah se vo links hote hai jo aap logo tak pahuchate hai. Taki log aapke link and bookmark ko dekh sake. Agar aap apne bookmark ko logo tak pahuchate hai tab aapke links ki value increase hoti hai. And google search engine bhi aapke links ko fast index karta hai. Aayiye social bookmarking karne ke benefits kya hai jante hai.
Social Bookmarking Submission Kyu Kare And Isse Kya Benefit Hai.
Social bookmarking ek tarah se backlink banana ki prakriya hai lekin isse aapke blog ko kayi prakar ke benefits hote hai. Aayiye jante hai aakhir social bookmarking karne se blog seo par kya impact padhta hai.
- Social bookmarking se aapke blog par referral traffic increase hota hai.
- Google and other search engine aapke pages ko fast index karta hai.
- Aapke blog and site ki Domain Authority(DA) and Page Authority(PA) increase hoti hai.
- Aapke blog par quality backlinks increase hote hai.
- Google search result page ranking increase hoti hai.
- Blog organic traffic boost hota hai.
- Traffic increase se aapke blog ki revenue increase hoti hai.
- Blog SEO improve hota hai.
100+ High DA-PA Free Social Bookmarking Submission Sites List [2018]
No. | Social Bookmarking Submission | DA/PA |
1. | Facebook.com | 100/97 |
2. | Google.com | 100/96 |
3. | Pinterest.com | 100/96 |
4. | Tumblr.com | 99/94 |
5. | Reddit.com | 99/94 |
6. | Stumbleupon.com | 97/87 |
7. | Twitter.com | 100/97 |
8. | Slashdot.org | 94/94 |
9. | Plus.google.com | 100/97 |
High Pr Social Bookmarking Sites 2018
10. | Squidoo.com | 87/65 |
11. | Digg.com | 98/95 |
12. | Diigo.com | 87/77 |
13. | Friendfeed.com | 85/87 |
14. | Plurk.com | 86/76 |
15. | Blinklist.com | 84/86 |
16. | Mixx.com | 82/62 |
17. | Newsvine.com | 88/63 |
18. | Technorati.com | 96/92 |
19. | Citeulike.org | 80/57 |
Top Social Bookmarking Sites For Seo
20. | Folkd.com | 73/53 |
21. | Fark.com | 75/63 |
22. | Pearltrees.com | 80/57 |
23. | Current.com | 72/77 |
24. | Blogmarks.net | 68/73 |
25. | Bibsonomy.org | 67/56 |
26. | Bizsugar.com | 61/58 |
27. | 43things.com | 65/70 |
28. | Designfloat.com | 62/55 |
29. | Killerstartups.com | 61/58 |
30. | Soup.io | 64/56 |
31. | Wikio.com | 61/51 |
32. | Dotnetkicks.com | 60/62 |
33. | Newsle.com | 57/65 |
34. | Youmob.com | 53/52 |
35. | Lintas.me | 55/63 |
36. | Faves.com | 53/60 |
37. | Icio.de | 53/44 |
38. | Url.org | 51/59 |
39 | Kirtsy.com | 51/57 |
Best Bookmarking Sites For Seo Improve
40. | Twicsy.com | 47/56 |
41. | Stylehive.com | 52/54 |
42. | Ttlink.com | 53/55 |
43. | Newsmeback.com | 48/48 |
44. | Fwisp.com | 44/52 |
45. | Givealink.org | 41/47 |
46. | Cloudytags.com | 42/38 |
47. | Blogengage.com | 49/55 |
48. | Wikitechguru.com | 44/33 |
49 | Dropjack.com | 39/47 |
50. | Blokube.com | 37/47 |
51. | Oyax.com | 38/45 |
52. | Bookmark4you.com | 41/45 |
53. | Akonter.com | 40/38 |
54. | Addthismark.com | 42/42 |
55. | 1look4.com | 39/42 |
56. | Humsurfer.com | 37/47 |
57. | Blogbookmark.com | 30/39 |
58. | Freelink.org | 38/48 |
59. | Mybookmarks.com | 44/53 |
60. | Windowly.com | 35/37 |
61. | Metafilter.com | 78/82 |
62. | Givealink.org | 41/47 |
63. | Zabox.net | 35/44 |
64. | Yemle.com | 40/45 |
65. | Bookmarkbay.com | 37/47 |
66. | Postolia.com | 36/41 |
67. | Jofrati.net | 35/41 |
68. | Jodohkita.info | 37/45 |
69 | Openfaves.com | 43/51 |
70. | Usefulenglish.net | 40/37 |
71. | Bookmarkingbase.com | 38/46 |
72. | Social-bookmarking.net | 34/44 |
73. | Indofeed.com | 39/46 |
74. | Coolpot.com | 29/37 |
75. | Freeticketopen.com | 35/44 |
76. | Goldenmidas.net | 35/34 |
77. | Milocalbuilder.com | 30/40 |
78. | Emolinks.com | 34/40 |
79. | Mettablog.com | 31/42 |
80. | Sociopost.com | 34/45 |
81. | Aperfectimage.info | 38/39 |
82. | Pulsimo.com | 31/39 |
83. | Cosap.org | 26/34 |
84. | Ngopost.org | 33/40 |
85. | Aixindashi.org | 36/41 |
86. | Bookmarkindonesia.com | 33/40 |
87. | Webseoexpertservices.com | 39/43 |
88. | Pligg.in | 39/47 |
89. | Socialbookmarkssite.com | 31/37 |
90. | Salbithuette.info | 26/31 |
91. | Ihaan.org | 28/34 |
92. | Tumblir.com | 31/32 |
93. | Yourlastwrite.com | 29/25 |
94. | Thinmarker.com | 28/34 |
95. | Pixador.net | 28/39 |
96. | Sfcsf.org | 30/40 |
97. | Iesa.co | 31/42 |
98. | Tourdion.com | 28/32 |
99. | Topseobacklinks.com | 30/27 |
100. | Easybm.com | 29/39 |
101. | Registertovotetoday.com | 33/38 |
102. | Linksprocket.com | 29/38 |
103. | Windowly.com | 35/37 |
Congratulation ! Ab aap bhi in sites par social bookmarking submission karke apne blog ka seo improve kar sakte hai. yadi aap apne blog ko search engine me high position par rank karana chahte hai to me aapko suggest karunga daily apne blog ke liye high quality content ke saath-saath quality backlink bhi banaye.
Conclusion –
I hope aapko hamare dvara share ki gayi 100+ High DA/PA Free Social Bookmarking Submission List 2018 pasand aayi hogi. agar aapko social bookmarking se jud koyi bhi sawal ho to niche comment jarur kare. ham jald se jald aapke sawal ka jawab dene ki koshish karenge.
Request : Agar aapko Social Bookmarking Submission List ye post pasand aaye to share jarur kare.
Read More :